Yeh Dil tunnha Hai Pur bunta hai, akarta hai Toot neh se Darta hai!! Yeh Zindagi mehroom hai, Pur Waqt chalta hai, Badalta hai, guzarta hai!! Yeh raatein lambhi hai, Mun bhatakta hai, Pur umeed ka diya jalta hai, Yeh bateein masoom hai, Pur dimaag sawaal karta hai Khud se lurta hai, Khud hi koContinue reading “Insaan”
Tag Archives: lost
Kis Se Gila Karte
Kis Se Gila karte Shikvey toh bahut theh Pur jisse hum apna samjhe Woh kohi aur theh Kissi ko apna kahan nahi Jisse samjha woh Raha nahi Ab rehti hai ek tunhayi Aur bebasi, kuch rusvayi Ji rahe heh hum, zinda hu meh Pur ab na hoga yeh humseh Gumrah sarako pur Bhatka huh mehContinue reading “Kis Se Gila Karte”
Sukoon
Meh bhutakta raha, Teri talash Meh, Mileh Sab aur Sab kuch mila, Pur Na mil paya Sukoon, Mazjid mili, Mandir bhi khoja, Tasvi fehri, Rab bhi Milya, Pur mera Ishq tha Meharuum. Mere khuda ab deh de Apni ibadat Ya deh deh dasht-e-junuun -Shareen Shalz
Jaan Nisaar
Tuhmne yaad kiya humko Ehsaas heh mujhe Kuch bin kahe hi Bahut kuch keh gaye Yeh kasoor na hoga tumhara Agar tumne Ikrar na kiya Yeh kasoor na hoga humaara Agar humneh tumhen bhula diya Woh Shyaamein thi rangeen Sapneh saja gayi Pur zalim zakhum hai puraana Hakikut dikha gayi Ab dur lughta hai unContinue reading “Jaan Nisaar”
Kisko Anjaam Diya?
Bar bar dhutkar ke, Kya hasil kiya tuhne, Meh toh pehle se hi toota huha tha, Duffa kar ke, kisko anjaam diya tuhne, Qatal uska kiya jata hai, Jo jinda ho, fanaa hueh ishq ko, Kya ghum ho jane ka Farmaan diya tuhne. Jaa chor diya tujko tere haal pur, Mujhse mut khfa ho, naContinue reading “Kisko Anjaam Diya?”
Flip Side of A coin
Flip side of a coin Your loss, your pain Your emptiness & your yearning, Maybe someone else’s learning Or maybe someone’s gain. Two halves make one, Two sides of a coin Or none. Each facing the other side & going through sleepless nights. Each with their own story to tell & their own sorrows toContinue reading “Flip Side of A coin”